Sunday, July 29, 2012

Amitabh Bachchan: Some of my favorite dialogues


  1. Main aaj bhi phenke huye paise nahi uthaata (Deewar)
  2. "Yeh Indian Army hai, hum dushmani mein bhi ek sharaafat rakhte hain" (Lakshya)
  3. "Sahi baat agar sahi waqt par ki jaaye to uska mazaa hi kucch aur hota hai. Aur main sahi waqt ka intezaar karta hun (Trishul)
  4. "Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain" (Muqaddar ka Sikandar)
  5. "Phir ya to main kal subah suraj nikalne se pehle Habibullah ko le jaunga....ya phir kal suraj nahi niklega" (Khuda Gawah)
  6. " Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahin se shuru hoti hai" (Kaalia)
  7. " Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah" (Shahenshah)
  8. "....aur sun.....tujhe bhi nahi karne dunga" (Sarkar)
  9. "Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai" (Don)
  10. " "I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow." (Namak Halaal)
  11. "Tumhara naam kya hai, Basanti?" (Sholay)
  12. "Saala nautanki, ghadi ghadi drama karta hai (Sholay)
  13. "Mujhe to sab police waalon ki shaklein ek jaisi lagti hain" (Sholay)
  14. "Partner, ab bol hi diya hai to dekh lenge" (Sholay)
  15. "Aap log to kucch samajhte hi nahi hain na" (Chupke Chupke)
  16. "Main aur meri tanhaai -- aksar ye baatein karte hain...." (Silsila)
  17. "Yeh telephone bhi ajeeb cheez hai -- aadmi sochta kuch hai, bolta kuch hai aur karta kuch hai" (Agneepath)
  18. "Pura naam...Vijay Dinanath Chauhan. Baap ka naam...Dinanath Chauhan. Maa ka naam... Suhasini Chauhan. Gaon...Mandwa. Umar...chhattis saal..." (Agneepath)
  19. "...to tumhein kya lag rahe hain hum.....Gubbarewaale?!!?" (Bunty aur Babli) 
  20. "Pandrah Sau rupaye mein saala ghar nahi chalta, imaan kya chalega" (Agneepath)

No comments: