Monday, November 1, 2010

Mahatma Gandhi vs. Narendra Modi

I just returned from a two-day trip to Ahmedabad, which was my second visit to the city. The first trip was few hours long so I had not got much chance to look around the city. This time, I went there with plans to visit as many tourist places in the city as the time permits. After completing my meetings on Day 1, I asked the cab driver about the tourist places in the city. This is how the conversation went;

Me: To yahaan dekhne ki kaun kaun se jagah hain?
Cab Driver: Sir, Ahmedabad mein dekhne jaisa kucch nahi hai.
Me: Arre!!! Maine to suna tha kaafi kucch hai!!! Gandhiji ka ashram bhi to hai?
Cab Driver: Haan who to hai. Jisko Gandhiji mein vishwaas hai uske liye hi hai. Wahi log jaate hain wahaan
Me: To tumko Gandhiji mein vishwaas nahi hai?!!?
Cab Driver: Nahi
Me: To tumko kismein vishwaas hai?
Cab Driver: Mujhe to Sir…Narendra Modi mein vishwaas hai. Charkha chalaane se desh nahi chalta hai Sir. Hamaara bhala to Modi saab hi kar rahein hain.

Clearly in Ahmedabad, Narendra Modi is winning the popularity contest against Mahatma Gandhi!!!


Sent from a mobile device

2 comments:

रश्मि प्रभा... said...

waah vini waah

Suman Sinha said...

"Hamaara bhala to Modi saab hi kar rahein hain."

Wakai aaj ka aadmi 'samajhdar' to ho hi gaya hai n! Aaj ka bhala dekhta hai, kal us bhale se bhala ho na ho kisko malum aur fir kal kisne dekha hi hai - apna aaj mast ho sab yehi to chahte hain ab, You are very right perspectives have changed because we have changed. Bravo and cheers VINI. Keep it up. Will meet soon.